Thursday, April 9, 2015

sawaali raat ka ek khyaal

Main andheron me uski pukaar ki taraf yun badhta chla gya,
Subha hui to abhaas hua, hum jiske liye jahaan chod aaye, usne apna aashiyan kahin aur bna lia...
Main kinaare pe khada uske aane ki rah dekhta reh gya,
Aankh khuli to ehsaas hua k kinaare to bahot peechey chod aaye, usne to hmaare maqbare pe apna jahaan basa lia....

No comments:

Post a Comment