Thursday, April 16, 2015

Bhulne ka sawaal!!

Vo kehtein hai bhula do sab baatein puraani,
Koi samjhaaye hme, kaise bhula dein vo shaamein suhaani,
Kaise mita de apne dil se uski muskaan tk ki kahaani,
Jiske har nakhre pe ho gyi hmaari dhadkan deewani,
Jisko paane ko chahat me kr di ye dunia anjaani,
Aj vo h kehtein h bhula do sab yaadein puraani,
Hm to dil me chupa lenge sab lamhon ko, koi unse to pucho, kya hme yaad krke nai barsega unki aankhon se paani....
Hmse duuri ki tadap me kya nahi bahega unke naino se paani!!!!

Yaaron ki yaari aur gharwaalon ka pyaar

Itne barson me dunia dekhi, dunia me logon ka pyaar dekha,
Mohabbat me deewangi ka sirpe junoon sawaar dekha,
Jeete hue aashiq bhi dekhe aur logon ko ishq me jaate hue haar dekha,
Do dilon ki takraar aur unhi me hota karaar dekha,
Ik pal me hua inkaar aur umar bhar k baad ikraar dekha,
Dunia me maine bahot pyaar dekha,
Us pyaar me logon ko hote bekaar dekha,
Kahin bhi gya, kuch bhi dekha, dunia ko badlate aur mohabbat se bhare logon me aati nafrat ki dewaar ko dekha...
Sab badal jaata hai, sab reh jaata hai peechey, ye sach hai,
Maine phir bhi kabhi kabhi na yaaron ki yaari se jaata khumaar dekha,
Aur bas ma ki aankhone me pyaar aur papa k dil me base guroor ko sada barkaraar dekha...

Thursday, April 9, 2015

sawaali raat ka ek khyaal

Main andheron me uski pukaar ki taraf yun badhta chla gya,
Subha hui to abhaas hua, hum jiske liye jahaan chod aaye, usne apna aashiyan kahin aur bna lia...
Main kinaare pe khada uske aane ki rah dekhta reh gya,
Aankh khuli to ehsaas hua k kinaare to bahot peechey chod aaye, usne to hmaare maqbare pe apna jahaan basa lia....

Use bewafa mat kaho, Taqleef hoti hai

Mere dost mere ghum ko dekhkr use bewafa keh dete hai,
Main kehta hu mat kaho use kuch bhi, taqleef hoti hai...
Mere dost mere ghum ko dekhkr use bewafa keh dete hai,
Main kehta hu mat kaho use kuch bhi, taqleef hoti hai...
Vo nahi chahte hume ab isme kuch kasoor to hmaara bhi rha hoga,
Uski bewafai ki vajah me hmaari kamion ka bhi to kuch hissa hoga,
Mere aansuon ko dekhkr ye use zaalim bhi keh dete hain,
Uske liye zindagi chodi di hai, main kehta hu meri aashiqi ko bewafa mat kaho,is tuute hue dil me bahot taqleef hoti hai....
Maine to beintehaa mohabbat ki hai unse, mere jeene ki vajah ko bewafa mat kaho, bahot taqleef hoti hai...

Sunday, April 5, 2015

Raat se subha ka safar

Raat ki chandni ko bhedkr subha k suuraj ne aahat ki hai,
Ye aankhein abhi bhi unke interzaar me khuli hain...
Taaron bhre aasman me panchiyon ne ronak ki hai,
Ye baatein abhi bhi unke zikr pe ruki hain...
Tanha sunsaan raahon par bhi kadmon ne harkat ki hai,
Ye saansein abhi bhi unki mehak se judi hain...
Ae waqt ke pehredaaro, kuch to ishaara de do, ab to murjhaaye phoolon par bhi bhawron ne dastak di hai,
Na jaane kyu jaage hain hum, ab to ilm bhi nahi ki zinda bhi hain, ya fir ye dhadkanein unke jaane pe thami hain....

Thursday, April 2, 2015

Khudko samet rha hu main...

Apne sapno k bikhre hue tukde samet rha hu mai,
Koi hawa ka jhonka inhe uda na le jaaye...
Apne beete hue lamhon ko samet rha hu main,
Koi waqt k samandar me inhe baha na le jaaye...
Apne bichade doston ko samet rha hu main,
Koi nafrat ki aag me inhe jala na le jaaye...
Ye zindagi bahot choti si hai, to apne jeene k iraade samet rha hu main,
Darr Lagta hai is baat ka, koi maut ka saudagar inhe mujhse chura na le jaaye...
Koi mujhse mere jeene ki vajah chura na le jaaye....

Ik pari ko dekha hai...

Aaine me utarkar uske aks ko dekha hai,
maine dil me utarkar uski mohabbat ko dekha hai,
uske hothon se fisalkar uski muskaan ko dekha hai,
aankhon me rehkar uske aansuon ko dekha hai,
ye koi khwaab nahi hai,main sach kehta hu,
maine isi zameen par ik pari ko dekha hai...
 
 
Dua me samakar uski,maine khuda ko dekha hai,
raaton me uske haseen sapnon ko dekha hai,
uske dil ki gehraai me ek achhai ko dekha hai,
uske chehre ke noor me uski khudai ko dekha hai,
koi kissa ya kahaani nahi,main sach kehta hu,
maine zameen par utri ik pari ko dekha hai...
 
 
Maine ik chandni raat me uski tanhaayi ko dekha hai,
uski baaton me ek bachhe ki sachhai ko dekha hai,
uske gusse me maine ik bebasi ko dekha hai,
aur mohabbat me uski maine ik jannat ko bhi dekha hai,
apne haathon ki lakeeron ko dekhkr yakeen nahi hota,
par sach kehta hu,maine apne naseeb me us pari ko dekha hai,
maine zameen par aayi us pari ko dekha hai.....

Chaand ki Khwahish

Aj na jaane kyu guzre hue lamhon ne dastak di hai,
Maine itihaas ke vo panne uthaane ki himmat ki hai,
In harfon me se meri mohabbat ki khushboo aati hai,
Aur ye mehak meri aankhon ko kuch nam sa kr jaati hai,
Un dino ki ek alag h subha hua krti thi,
Tujhse bas ek mulakaat ki dua har dhadkan meri bhrti thi,
In aankhon se is rooh ko jb bhi tera deedar hota tha,
Har baar se jaada, kuch aur zaada tujhse pyaar hota tha,
Tere chle jaane k baad ye nadaan dil sochta tha,
Tujhe saamne aakr izhaar krne ki himaat khud me tatolta tha,
Us waqt bas is ek hi baat k ehsaas se thoda sukuun mann me khilta,
Chaand ko bas dekhr khush rehna pdta hai, ye kisi bhi insaan ko apne naseeb me nahi milta....

Dosti aur Mohabbat

Log kehte hain,dosti aadmi ko jeena aur mohabbat use marna sikhati hai...
Sach hai,vo mohabbat hi hai jo aadmi ko saatve aasmaan pr le jaati hai,
Par vo dosti hi hai jo vahan se girkr tuutne par bhi use uthna sikhati hai...
Vo mohabbat hi hai jo aankhon me kabhi chamak to kabhi nami laati hai,
Aur vo dosti hi hai jo un aansuon ko ponchna sikhati hai...
Vo mohabbat h hai jisme aadmi sab kuch luta deta hai,
Aur vo dosti hi to hai jo use har cheez ki ahmiat btati hai...
Jeevan k do pehlu hai dono,ek na ho to dusri kaam aati hai...
Aur ek bhi na ho to zindagi bematlab ho jaati hai...
Par jise dono mil jaaye,uski zindagi to kya,masha allah,maut bhi haseen ho jaati hai...

Acceptance is our only Salvation-Part 1

The concept of love is tricky. Most of the people who know it seem to think that they get it, that they understand it but that is a mere illusion because it is what actually gets to them, to all of them, sooner or later. All the people who have loved know the pain of losing. There is hardly anyone I have come across who has loved and not lost. Without the pain of losing, the joy of love is really hard to savour. The feeling of knowing that someone out there loves the things you do, the way you do them, the reasons you do them and in turn feeling the same way about someone is seemingly one of the most ethereal forms of emotion that we people get a chance to experience but this does not come that easy, it has certain harsh realities associated with itself just like there is always a terms and conditions apply clause in every agreement you come across. 
The biggest mistake we humans do is take this fact as a given that if we love someone like there is no one else in the world but them, they will do it too for us. Well I guess this is the mistake most humans make and the reason we do this is simple, when we care for someone, we tend to feel that we deserve the same care from them. This is not what love entails. Love does not mean that if you give, you are bound to get. It simply implies that you can give all you want but there is no point in expecting the same. If that were the case, the world would be an ideal place with no space for any kind of sorrow or grief. When we expect the reciprocation of our love from someone, all we are doing is binding ourselves to the attached sadness because this will always be uncertain. The person you love may not even be aware of it and even if aware, each of us function in a different way so there is no telling what or whom the other person admires. That is the reason I believe that acceptance is our only salvation.

 
To love someone is a joy to feel and to be loved back is the eternal bliss everyone talks about. But the other mistake people make is that they feel that Love in their hearts will last forever and nothing is powerful enough to make it go away. That is something that needs correction and the sooner the better. The problem with some of us is that we bind ourselves to this feeling for a lifetime and we get so used to telling ourselves that we love someone that even if actually we hate everything about them at some point later in time, our heart will never accept this simply because it does not identify this emotion as a possible consequence. The reason behind this is cloaking. Every human being puts a cloak on to hide his true self, not just from the world, but themselves at times. That is why there are times when we fail to identify ourselves, let alone someone else. This cloak prevents us from knowing the true image of a person and we begin to love this perceived image, this false persona that does not exist in reality. Now when you get to actually know someone from close quarters, this outer cloak begins to fade away and we begin to understand that it was all a lie. That is when that feeling tends to diminish as well and that is exactly when we go into denial mode....to be contd....